Song Cover Image

saanwariya raag se aag lagi

V4

saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi sudha bhari bansi tadpaaye dard se dard badhe mann bhaaye dard se dard badhe mann bhaaye bhadki is se aag aur bhi bhadki is se aag aur bhi dil ki lagi naa bujhi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi sota fitna tu ne jagaaya ulfat ka ye raaz bataaya jeena marna khel jise hai jeena marna khel jise hai preet karega wo hi jeena marna khel jise hai preet karega wahi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi ulfat hai talwaar ki dhaara ?? ko kehta hai matwaala asha ka sansaar tamasha asha ka sansaar tamasha shyam milenge kabhi shyam milenge kabhi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi saanwariya raag se aag lagi ——————————————