Song Cover Image

Rehne Do Chhodo

Rehne do chhodo yeh kahaaniyaan..... ohoh oh Rehne do chhodo yeh kahaaniyaan... Deewanepan ki sab nishaaniyaan (Deewanepan ki sab nishaaniyaan) (drop) Rehne do chhodo yeh kahaaniyaan..... ohoh oh Rehne do chhodo yeh kahaaniyaan... Deewanepan ki sab nishaaniyaan (Deewanepan ki sab nishaaniyaan) Logon ki saari pareshaaniyaan Is dil ki hai yeh meherbaaniyaan Ho dil to pagal hai, dil deewana hai Dil to pagal hai, dil deewana hai Saari saari raat jagaata hai yehi Ankhiyon se neend churaata hai Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi Hasaata hai yehi, yehi rulaata hai Dil to pagal hai Dil deewana hai Dil to pagal hai Dil deewana hai