Verse 1: Dil paara paara hogaya Phir mein aawaara hogaya Jab dekha main nay ai sanam koi aur tumhaara hogaya Verse 2: Jab daikha tere dad ko Jo D.I.G. Police thay Mein teri zindagi say phir Yoon nau do gyaara hogaya Chorus: Dil paaraa paaraa hogaya Dil paaraa paaraa hogayaa Par jo bhi huwa accha huwa Tu kisi aur ko pyaaraa hogaya Verse 3: Jo kuch bhi hota hai sanam Acchay kay liye hi hota hai Warna iss mehngayee mein toh Tere miyaan kaa kabaada hogaya Chorus: Dil paaraa paaraa hogaya Dil paaraa paaraa hogayaa Par jo bhi huwa accha huwa Tu kisi aur ko pyaaraa hogaya