
Verse 1: Chalay dhoondnay ko Magar yeh bhi sun lo Kay tum chalte chalte Waheen par ruko gay Jahaan ab kharay ho Verse 2: Wohi kaantay rastay mein Tum ko milain gay Jo pehle milay thay Kisi ko uthaaye huway goad mein tum Yahaan tak toh aaye Chorus: Magar dekh lo ab yeh weeraan baahain tumhain keh rahi hain Na dhoondo kisi ko Na dhoondo kisi ko [Dark haunting music continues till the end]

