
ae gham-e-yaar bata kaise jiya karte hain ae gham-e-yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain ae gham-e-yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aisi ik raah pe jisse woh na guzarenge kabhi yoonhi baithe huye hum raah takaa karte hain ae gham-e-yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain hum jo thhe ahel-e-wafa humse wafa bhi na huyi hum jo thhe ahel-e-wafa humse wafa bhi na huyi dard e dil hum tera kis munh se gila karte hain ae gham-e-yaar bataa kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jab nahin tu hi to phir raat ke sannate mein jab nahin tu hi to phir raat ke sannate mein kaun hai kisko hum awaaz diya karte hain ae gham-e-yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hain kya karte hain

