Song Cover Image

ye kis zaalim ki mahobbat ne

V3.5

kuchh apna bana ke chhod diya kuch aag laga ke chhod diya ye kis zaaalim ki mahobbat ne ye kis zaalim ki mahobbat ne toofaan mein laa ke chhod diya kuchh apna bana ke pahle to nazar ke saaghar mein halki si gulaabi mai bhar di pahle to nazar ke saaghar mein halki si gulaabi mai bhar di aur honthon se ungli ko rakh kar aur honthon se ungali ko rakh kar peene ke liye phir na karti bedard ne kis bedardi se bedard ne kis bedardi se saaghar ko dikha kre chhod diya kuchh apna bana ke chhod diya kuchh aag laga ke deepak ne sikhaaya thha mujhko main haule haule jalti thi deepak ne sikhaaya thha mujhko main haule haule jalti thi ik aag daba kar seene mein ik aag daba kar seene mein main karwat tak na badalti thhi par ik aansu ne aankh se gir kar ik aansn ne aankh se gir kar dil ka chhaala phod diya kuchh apna bana ke chhod diya kuchh aag laga ke