Aabaad hai saara jahaan Ummeed hai dil mein jawaan Aabaad hai saara jahaan Ummeed hai dil mein jawaan Kho gaya hai har koyi Is bazm mein aaya huaa Kho gaya hai har koyi Is bazm mein aaya huaa Rang kuchh aisa teri mehfil pe Hai chhaaya huaa Rang kuchh aisa teri mehfil pe Hai chhaaya huaa Zindagi masroor hai Ae ae ae Zindagi masroor hai Ae Dilkash hai aur hai Shaadmaan Aabaad hai saara jahaan Ummeed hai dil mein jawaan Aabaad hai saara jahaan Ummeed hai dil mein jawaan Meri paayal ki chhanaachhan mein Hazaaron raag hain Meri paayal ki chhanaachhan mein Hazaaron raaz raag hain Mere naghme hain bahaarein Meri saansen aag hain Mere naghme hain bahaarein Meri saansen aag hain Dil bharaa hai hasraton se Ae ae ae ae ae Dil bharaa hai hasraton se Aarzooein hain jawaan aan Aabaad hai saara jahaan Ummeed hai dil mein jawaan Aabaad hai saara jahaan Ummeed hai dil mein jawaan Kho gaya hai har koyi Is basti (bazm?) mein aaya huaa Kho gaya hain har koyi Is basti (bazm?) mein aaya huaa Rang kuchh aisa teri mehfil pe Hai chhaaya huaa Rang kuchh aisa teri mehfil pe Hai chhaaya huaa