
Piyare Baba hai pardes main Saat samundar paar hain wo Dil main mere rahtay hain Ankh se ansu bahtay hain Baba mere jaldi aana Piyari si ik gurria lana Gurria ki krungi main shadi Bhaiya k liye lana gaadi Gari main baith k sair ko jainge Mil k ham ice cream khainge Ice cream hogi thandi Phir ham jainge Mandi Mandi se lainge Bakra Mil kar rahainge sada.. Piyare Baba hai pardes main Saat samundar paar hain wo Dil main mere rahtay hain Ankh se ansu bahtay hain Baba mere jaldi aana Piyari si ik gurria Lana

