Song Cover Image

Badi kaafir tumhaari nazar nikli

V3.5

Badi kaafir tumhaari nazar nikli o Badi kaafir tumhaari nazar nikli meri jaan le gayi do jahaaan le gayi ho ise shola kahoon ya kahoon main bijli Badi kaafir tumhaari nazar nikli meri jaan le gayi do jahaaan le gayi ho ise shola kahoon ya kahoon main bijli Badi kaafir tumhaari nazar nikli mehfil mein tumhaare jalwon mein o o o kya mujhpe qayaamat dhhaayi hai kya mujhpe qayaamat dhhaayi hai sau baar to dhhalka hai aanchal sau baar ye nazar sharmaayi hai sau baar ye nazar sharmaayi hai ye mulaaqaat jaadoo asar nikli kyun Badi kaafir tumhaari nazar nikli meri jaan le gayi do jahaaan le gayi ho ise shola kahoon ya kahoon main bijli Badi kaafir tumhaari nazar nikli tum hosh mein rehna ae saaqi o o o o o mumkin hai rahe na hosh mujhe mumkin hai rahe na hosh mujhe ab mera sambhalna mushqil hai behkoon to na dena dosh mujhe behkoon to na dena dosh mujhe saat rangeen pichhle pahar nikli o Badi kaafir tumhaari nazar nikli meri jaan le gayi do jahaaan le gayi ho ise shola kahoon ya kahoon main bijli Badi kaafir tumhaari nazar nikli meri jaan le gayi do jahaaan le gayi ho ise shola kahoon ya kahoon main bijli Badi kaafir tumhaari nazar nikli