
deewaanaa banaanaa hai to deewaanaa banaa de
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa deewaanaa banaanaa hai to deewaanaa banaa de haan haan deewaanaa banaanaa hai to deewaanaa banaa de ae ae varnaa kahin taqdeer eer varnaa kahin taqdeer tamaashaa na banaa de haan haan varnaa kahin taqdeer tamaashaa na banaa ae dekhne ne ne ne waa ae dekhnele ae dekhne waalon mujhe hans hans ke naa dekho o o o o o o o haan aan aan tumko bhi mohabbat kahin mujh saa na banaa de haan tumko bhi mohabbat kahin mujh saa na banaa de ae ae main dhoondh rahaa aa aa aa aa main dhoondh rahaa hoon meri wo shamaa kahaan hai ae ae ae ae main main ae ae dhoondh rahaa hoon main dhoondh rahaa hoon meri wo shamaa kahaan hai jo bazm ki har cheez ko o o parwaanaa banaa de haan haan aa aa jo bazm ki har cheez ko parwaanaa banaa de ae ae ae ae aakhir koi soorat bhi to ho khaanaa-e-dil ki ee ee haan kabaa nahin bantaa hai to butkhaanaa banaa de haan haan kabaa nahin bantaa Behzad har ek gaam pe ek sajdaa-e-masti ee ee har zarre ko sang-e-dar-e-jaanaanaa banaa de haan haan har zarre ko sang-e-dar-e-jaanaanaa banaa de ae ae

