
Karta rehta huñ tujhay yaad abhi,
+ Show full styles
V4.5+
Karta rehta huñ tujhay yaad abhi, Yuñ na tod mera maan abhi Karta rehta hai sitam zaalim, Daikh k jism meiñ jaan abhi Karta rehta hai taghaaful woh sañgdil, Aankh meech k, ban k anjaan abhi Karta rehta huñ dua din Raat, Shayad aa jaaey tu mere paas abhi Karta rehta hai tasaw-wur tera, Zakhm kha k bhi dil-e-nadaan abhi

