
Hey Baby
[super catchy melody, pretty melody] Ishq Mohabbat Pyaar ki baatein Bekaar ki baatein Jhoothe hai saare vaadein Rasmein na jaane Kasmein na maane Kare woh jo thaane Hum to begde sehjaade [Heyy Babyy jee lene de is pal ko Heyy babyy Kal ki sochenge kal ko](x2) Aaja yahan mere sang aake zara jhoom le jaanejaan Yun na jala hoothon se hoothon ko zara chumm le jaanejaan ho armaano ki in raaton mein Aag lagi hai mere jazbaaton mein Mujhko na eshe tadpaa Ishq Mohabbat Pyaar ki baatein Bekaar ki baatein Jhoothe hai saare vaadein Rasmein na jaane Kasmein na Kar woh jo thaane Hum to begde sehjaade [Heyy Babyy jee lene de is pal ko Heyy babyy Kal ki sochenge kal ko](x2) Kisko pata jane dhal jaaye kab jawaaniyon ka nasha Chal dilruba lele dono milke zindaganiyon ka mazaa ho madhooshi mein kho jane de hota hai jo bhi yara ho jane de Doori rahe na darmiyaaan Ishq Mohabbat Pyaar ki baatein Bekaar ki baatein Jhoothe hai saare vaadein Rasmein na jaane Kasmein na maane Kare woh jo thaane Hum to begde sehjaade Hey Babyy je lene de is pal ko Hey babyy Kal ki sochenge kal ko

