
[Verse] The way you kiss The way you move your hips The way you talk The way you walk Verse 1] Tu safar mera, hai tu hi meri manzil Tere bina guzara, Ae dil hai mushkil Tu mera khuda, Tu hi duaa main shaamil Tere bina guzara, Ae dil hai mushkil Mujhe azmaati hai teri kami Meri har kami ko hai tu laazmi [Chorus] Junoon hai mera, Banu main tere kaabil Tere bina guzaara, Ae dil hai mushkil [Verse 2] Ye rooh bhi meri, Ye jism bhi mera Utna mera nahi, Jitna hua tera Tune diya hai jo, Wo dard hi sahi Tujhse mila hai to inaam hai mera Mera aasmaan dhoondhe teri zameen Meri har kami ko hai tu laazmi [Chorus] Zameen pe na sahi, To aasmaan mein aa mil Tere bina guzaara, Ae dil hai mushkil [Verse 3] Maana ki teri maujoodgi se Yeh zindagani mehroom hai Jeene ka koi dooja tareeka Na mere dil ko maloom hai Tujhko main kitni shiddat se chaahun Chahe toh rehna tu bekhabar Mohtaj manzil ka toh nahi hai Yeh ek tarfa mera safar safar Khoobsurat hain manzil se bhi [Chorus] Meri har kami ko hai tu laazmi Adhoora hoke bhi hai ishq mera kaamil Tere bina guzara ae dil hai mushkil [Chorus] She was here She was here She was here [Verse 2] The way you dance The way you hold my hand The way you touch The way you say my name [Chorus] She was here She was here She was here [Verse 3] The way you laugh The way you turn me on The way you smile The way you are [Chorus] She was here She was here She was here

