Verse1: Aisay naa mujhe daikh Mein sambhal na paaoon gaa Aisay naa mujhe rok Mein chal na paaoon gaa Verse 2: Mein marnaa chahoon gaa Par marr na paaoon gaa Mein karnaa chaahoon toh bohot Magar ab-kuch kar naa paaoon gaa Chorus: Tumhaari hai misaal Zeher jaisi - Qahar jaisi Teri aankhen mere liye Qabar jaisi - qabar jaisi (oh yeahhhhhhh) Verse 3: Yeh tera zehreela saa pyaar Mein isko seh na paaoon gaa Par tere bina bhi Mein reh na paaoon gaa Chorus: Tumhaari hai misaal Zeher jaisi - Qahar jaisi Teri aankhen mere liye Qabar jaisi - qabar jaisi (oh yeahhhhhhh) Outro: Tu kisi aur shehr chal Yaa mujhko jaanay day Mujhko meri yeh zindagi Ab khud bananay dayyyyyyy Chorus: Tumhaari hai misaal Zeher jaisi - Qahar jaisi Teri aankhen mere liye Qabar jaisi - qabar jaisi (oh yeahhhhhhh)