
khwaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door naheen..een khwaabon ki duniya sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door naheen een ujde fizaa ke chaman se ye kah do ki rangeen bahaar ab door naheen…een khwaabon ki duniyaa har taraf hon veeraaniyaa gher chuki hon aandhiyaan har taraf hon viraaniyaan gher chuki hon aandhiyaan tadapte armaan ke iss jahaan ko kabhi to sakoon bhi aayegaa aa khwaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door naheen..een khwaabon ki duniyaa kaali ghataayen jab jaayengi sunahree kiranen aayengi kaali ghataayen jab jaayengi sunahree kiranen aayengi phir in baaton ko yaad kar aayegi khud ko bhi hansee ee khwaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door naheen een ujde fizaa ke chaman se ye kah do ki rangeen bahaar ab door naheen..een khwaabon ki duniyaa

