aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa pyaar ki nishaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan tu pyaar kar ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar ki nishaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan tu pyaar kar ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar ki nishaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan wo dil hi kya jise kisi ki aarzu na ho wo dil hi kya jise kisi ki aarzu na ho wo aankh kya jise kisi ki justju na ho wo aankh kya jise kisi ki justju na ho aarzu na ho justjoo na ho to dil bane wo phool jisamein rang-o-boo na ho pyaar ki nishaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan tu pyaar kar ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar ki nishaaniyaan sunaayein ye kahaaniyaan aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye pyaar do dilon ki dhadkanon ka naam hai ye pyaar do dilon ki dhadkanon ka naam hai hai jismein chaahaton ka rang ye wo jaam hai hai jismein chaahaton ka rang ye wo jaam hai ye jaam pi bhi le deewaanagi bhi le is jaam hi mein zindagi ki subah shaam hai pyaar ki nishaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan tu pyaar kar ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar ki kahaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan safar ka kya maza jo koyi hamasafar na ho safar ka kya maza jo koyi hamasafar na ho tujhko kisi ki teri kisi ko khabar na ho tujhko kisi ki teri kisi ko khabar na ho kisi ko saath le kisi ka saath de jeena hi kya jo ?? muhabbat agar na ho pyaar ki kahaaniyaan sunaayein ye kahaaniyaan tu pyaar kar ye zindagi hai pyaar ke liye pyaar ki nishaaniyaan sunaaye ye kahaaniyaan