Song Cover Image

ummeedon se keh do ke na aansoo bahaayein

V3.5

ummeedon se keh do ke na aansoo bahaayein rone ko ab to aa gayi hain kaali ghataayein ummeedon se keh do keh do ke ab na machlen seene mein nafratein seene mein nafratein keh do ke ab na tadpen haaye dil ki hasratein haaye dil ki hasratein duniya ki nigaahon mein kahin ham na aa jaayen rone ko to aa gayi hain kaali ghataayein ummeedon se keh do keh do ke looti duniya meri aa ke yahin par aa ke yahin par keh do ke padi maut hain chaahat ki zameen par hai kaun wo apni jo is arthhi ko uthhaaye rone ko ab to aa gayi hain kaali ghataayein ummeedon se keh do keh do meri duniya ko kyun barbaad kiya hai kyun barbaad kiya hai keh do meri khushiyon ko kyun nashaad kiya hain kyun nashaad kiya hain haalat ko meri dekh ke na nain bhar aayen rone ko ab to aa gayi hain kaali ghataayein ummeedon se keh do