
Matwaale o matwaale nainon ke teer kha le matwaale o matwaale nainon ke teer kha le dil mein dard basa le ae dil mein dard basa le ae matwaale o matwaale nainon ke teer kha le dil mein dard basa le ae dil mein dard basa le ae duniya hai aani jaani chhode jaa koi nishaani ho o o o o duniya hai aani jaani chhode jaa koi nishaani ulfat mein choor ho jaa har gham se door ho jaa hans le aur hansa le ae hans le aur hansa le ae matwaale o matwaale nainon ke teer kha le dil mein dard basa le ae dil mein dard basa le ae aa aa aa aa aa kisi ke dil pe nigaahon ke teer chalte hain aen aen aen aen aen mere jahaan mein aahon ke teer chalte hain ho o o o daulat ke sab hain bhookhe bekas ko koi na poochhe bekas ko koi na poochhe ho o o o daulat ke sab hain bhookhe bekas ko koi na poochhe bekas ko koi na poochhe duniya hai paagal saari soorat hai sabki pyaari duniya hai paagal saari soorat hai sabki pyaari dil ke rang hain kaale ae dil ke rang hain kaale ae matwaale o matwaale nainon ke teer kha le matwaale o matwaale nainon ke teer kha le dil mein dard basa le ae dil mein dard basa le ae

