
Verse 1: Mein jin raaston pay chala thaa Ab woh raastay bhi nahi hain Huwa karti thi qadmon talay jo Ab woh zameen bhi nahi hai Mein nay khud ko bhi kureda Par woh Raaz naa mila Mujhko itni bheed mein koi Hamraaz naa milaaaaa Chorus: Meri manzillllll Kho gayee hai Meri ummeed so gayee hai - Now this is my My sad ending Now this is my My sad ending Verse 2: Mein nay dhoonda har jagar par Mujhe mera pyaar naa milaa Mujhko milay baray dhokay baaz Magar mera yaar naa milaa Kuch mila bits n pieces mein Magar lagataar naa milaaaaaaa Chorus: Meri manzillllll Kho gayee hai Meri ummeed so gayee hai - Now this is my My sad ending Now this is my My sad ending Outro: Ab mein forty eight ki age mein Yeh gaanaa bana raha hoon A. I. ki madad say iss ko Compose kar raha hoon Naa hi pyaar mujhko milaa Na music banana seekha Verse 2: Mein nay dhoonda har jagah par Mujhe mera pyaar naa milaa Mujhko milay baray dhokay baaz Magar mera yaar naa milaa Kuch mila bits and pieces mein Magar lagataar naa milaaaaaaa Chorus: Meri manzillllll Kho gayee hai Meri ummeed so gayee hai - Now this is my My sad ending Now this is my My sad ending Outro: Ab mein forty eight ki omar mein Yeh gaanaa bana raha hoon A. I. ki madad say iss ko Compose kar raha hoon Naa hi pyaar mujhko milaa Na music banana seekha Chorus: Meri manzillllll Kho gayee hai Meri ummeed so gayee hai - Now this is my My sad ending Now this is my My sad ending Chorus: Meri manzillllll Kho gayee hai Meri ummeed so gayee hai - Now this is my My sad ending Now this is my My sad ending [End]

