
Hmmm hmmm Yun kho gaye tere pyar me hum Yun kho gaye tere pyaar me hum Ab hosh me aana mushkil hai Jab aankh milana mushkil tha Ab aankh bachana mushkil hai Yun kho gaye tere pyar me hum βπβ Sanson ki mehek sanson me rache Sanson ki mehek sanson me rache Jazbaat me ik halchal si mache Dhadkan ke siwa aawaz na ho Chahat ke siwa kuch bhi na bache Yun khud ko bhulana mushkil hai Yun kho gaye tere pyar me hum βπβ Dushwar the raste ulfat ke ulfat ke Dushwar the raste ulfat ke Kaate hain badi hi mushkil se Le aaya hai hum ko shauq jahan Us pyar ki rangeen manzil se Ab lout k jana mushkil hai Yun kho gaye tere pyar me hum βπβ kismat ka likha tal sakta hai kismat ka likha tal sakta hai Dariya ulta chal sakta hai Jam sakti hai suraj ki kiran Pani se diya jal sakta hai Par tujhko bhulana mushkil hai Yun kho gaye tere pyar me hum Ab hosh me aana mushkil hai Jab aankh milana mushkil tha Ab aankh bachana mushkil hai Yun kho gaye tere pyar me hum

