
Ye parda hata do Zara mukhda dikha do Ye parda hata do Zara mukhda dikha do Hum pyar karne wale hain Koi ghair nahi Are hum tum pe marne wale hain Koi ghair nahi O majnu ke nana Mere peechhe na aana Ja pyaar karne wale teri khair nahi Are o hum pe marne wale Teri khair nahi Ye parda hata do Zara mukhda dikha do Hum pyar karne wale hain Koi ghair nahi Are hum tum pe marne wale hain Koi ghair nahi Ye parda hata do Ek to surat pyari upar se gusse ki laali Bachna aye dil aaj hai koi Bijli girne waali Ek to surat pyari upar se gusse ki laali Bachna aye dil aaj hai koi Bijli girne waali Ye bijli giri to Tumhi pe giregi Ja pyaar karne wale teri khair nahin Are o hum pe marne wale teri khair nahi Ye parda hata do Zara mukhda dikha do Hum pyar karne wale hain Koi ghair nahi Are hum tum pe marne wale hain Koi ghair nahi Ye parda hata do Shukar karo ke pade nahin hain Meri maa ke dande Ek haath mein ho jaate armaan Tumhare thande Shukar karo ke pade nahin hain Meri maa ke dande Ek haath mein ho jaate armaan Tumhare thande Maa ko bhi samjha do Bas itna bataa do Hum pyar karne wale hain Koi ghair nahi Are hum tum pe marne wale hain Koi ghair nahi O majnu ke nana Mere peechhe na aana Ja pyar karne wale teri khair nahi Are o hum pe marne wale teri khair nahi Ye parda hata do Jahan mile do jawaan nazar Hoti taqrar wahin hai Dil par rakh kar haath ye keh do Humse pyar nahi hai Jahan mile do jawaan nazar Hoti taqrar wahin hai Dil par rakh kar haath ye keh do Humse pyar nahin hai Dil ki baatein dilwale Nazron se hi pehchante Dil ki baatein dilwale Nazron se hi pehchaante Lekin kuch aise hain Anari jo ye bhi naa jaante Yeh pehle batate Baraat leke aate Hum pyaar karne wale hain Koi ghair nahi Are hum tum pe marne wale hain Koi ghair nahi O majnu ke nana Hum pyar karne wale hain Koi ghair nahi Are hum tum pe marne wale hain Koi gair nahi Yeh parda hata do

