khili khili chaandni chhaayi bahaar hai dil ki haar hai dil ka lagaana khili khili chaandni chhaayi bahaar hai dil ki haar hai dil ka lagaana khili khili chaandni baadal ki oat se chanda jo taake jiyara kaanpe hoye ghabrake tan man khoya naina milaake tan man khoya naina milaake lut gaya mere dil ka khazaana khili khili chaandni chhaayi bahaar hai dil ki haar hai dil ka lagaana khili khili chaandni jhilmil jhilmil chamke jo taare dil ki duniya pi ko pukaare dhoondhe jaise naiyya kinaare dhoondhe jaise naiya kinaare ban gayi meri kahaani fasaana khili khili chaandni chhaayi bahaar hai dil ki haar hai dil ka lagaana khili khili chaandni chhaayi bahaar hai