Song Cover Image

ab kaise chhupaaun main dil ki baat

V3.5

ab kaise chhupaaun main dil ki baat ab kaise chhupaaun main dil ki baat kaati tadap kar saari raat kaati tadap kar saari raat ab kaise chhupaaun main ulfat mein teri kitna roya ulfat mein teri kitna roya bin saawan aayi barsaat aaa aaa aaa bin saawan aayi barsaat ab kaise chhupaaun main dil ki baat kisi ke ek hi naghme ne ashkbaar kiya kisi ke ek hi naghme ne ashkbaar kiya sukoon e qalb liya gham se hum-kanaar kiya sukoon e qalb liya gham se hum-kanaar kiya na taab e zabt hai mujhko na taaqat e fariyaad na taab e zabt rahi mujhko na taaqat e fariyaad khizaan ne gulshan e hasti ko be-bahaar kiya khizaan ne gulshan e hasti ko be-bahaar kiya