
addmusic1773678092331 (2)
[Verse] Kashmir de doon Hind ki jagir de doon Yeh kabhi mumkin na hoga Mulk ki taqdeer de doon Kya himani phool de doon Kya purani bhool de doon Gandh keshar ki nashili Bootiya akseer de doon Khud-ba-khud kudrat jahan Aakar lutati hai hunar Hind ke dilkash chaman ka Khoobsurat heer de doon Kya kaha Kashmir de doon Bheem Arjun se hazaron Veer raksha ko khade Sau dushasan haath mein jo Draupadi ka cheer de doon Kya kaha Kashmir de doon Yeh kabhi mumkin na hoga Mulk ki taqdeer de doon Jai Hind

