(Reprise) Mere dil.. mein, aaj, Kya hai... Tu kahe, To main.. bata doon, (verse) Na chaahoon, sona chaandi, Na chaahoon, heera moti Yeh mere, kis kaam ke... Na maangoon, bangla baadi, Na maangoon, ghoda gaadi Yeh to hain, bas naam ke... De di hai dil de, badle mein dil ke De di hai dil de, badle mein dil ke (F1] Ghe ghe ghe ghe gheeee Ghere sahiba, Pyaar mein, sauda nahin Ghe ghe ghe ghe ghe, Ghere sahiba Pyaar mein, sauda nahin (F2] Jhoot bole... Arre, jhoot bole, kaunwa kaate, Kaale kaunwe se darriyo, Main maike, Chali jaaoongi tum Dekhte rahiyo Main maike, Chali jaaoongi tum Dekhte rahiyo F2] Jhoot bole.. Arre jhoot bole Kaunwa kaate, Kaale kaunwe se darriyo Main maike, Chali jaaoongi tum Dekhte rahiyo Main maike, Chali jaaoongi tum Dekhte rahiyo (M2] Ajeeb~ daastaan hai yeh, Kahan shuru, kahan khatam Yeh manzilein, hai kaunsi, Na voh samajh, sake na hum Mubaarake tumhe ke tum Kisi ke noor, ho gaye.. Kisi ke itne, paas ho.. Ke sabse door, ho gaye, Ajeeb~ daastaan hai yeh


